Thursday, December 11, 2014

Neend aatee nahin saaree saree raat
koi sonay de mujhay saree subh o shaam

Aik tu jo nahin, aaj meray paas
mujh ko bezaar karay saree kainaat

teray aur meray raastay hon kabhi na juda
(na juda)

kya janay koi jaaga hai kaise, meree jaan
ye zindagi tou ho rahee hai bekaar

tere bin hai jaan aisay badan main
jaise paaye ka salan ho ragon main

main tu yehee chahoon, dooriyan na rahain dooriyan
(dooriyan)

woh neend se bhaagi aankhon main ghoomay din raat
tu sara waqt rehta tha meray sath

blanketon main jo saaye jawan thay
dhoop main bhi woh bichhartay kahan thay

Neend aatee nahin - Junoon



No comments:

Post a Comment